Zindagi ek ajeeb paheli hai jo har kisike pass hai jisne samjha usne paayi chaavi ya kahin aaj bhi issi paheli main uljha hua hai Yeh zindagi jo tune ek rone se shuruwat ki thi pehle saans se aakri saans ke beech ke zindagi jee le Na kisika udhaar, Na kisiki virasat Bas teri hai, Aur sirf teri Do tarike hai jeene ke liye yeh zindagi ek hoton pe muskan liye aur dusra aankhon main aansu liye pehla aasaan hai phir kyun sab dusre raah ko aasaan samajhte hai Yeh zindagi bhi anmol hai Jiske paas hai,unhe unka ehsaas nahin hai jaana hai iski keemat to sunle hazaaron dua main ek dua,jo apne hi kisike liye rab se maangta hai isse Zindagi ek safar hai Har raat ke baad ek savera na ruka hai kisike liye aur na rukhega kabhi samjhle yeh choti si baat meri jee le apni zindagi....
You must log in to post a comment.
Nice post dude…!!
while reading your post
one song comes in my mind..
ज़िन्दगी कैसी ये पहेली हाए
कभी ये हसाए कभी ये रुलाये
कभी देखो मन नहीं चाहे
पीछे पीछे सपनो के भागे
एक दिन सपनो का राही
चला जाये सपनो के आगे कहीं …
Great the 100 comments over..
Century..!!